यहाँ मै हमेशा सही ą¤ानą¤ारी पोस्ą¤ ą¤ą¤°ą¤¤ा रहता हूँ ą¤
तः हमें यहाँ Subscribe ą¤ą¤°ूर ą¤ą¤° ले।
Kaise pata kare ki motor me kya hua hai ?
Dosto motor me sabse pahle problem ko dudana or us problem ko janna bahut jaruri hota hai yaha par apko mai kuchh Tips dunga jisse ap jan sakte hai ki apke motor me kya problem hai.
Starter dekh kar jane kya problem hai Moter pump me
Dosto jab bhi Moter pump jam ho jata hai to Starter par load badane lagta hai jo ki ap stater dekh kar pata kar sakte hai or esi load ke Karan apke stater ka codeser ek - ek karane jalane lagta hai dosto dyan de kabhi kabhi hamara motor bhi jam ho jata hai or kabhi kabhi fan bhi jam ho jata hai or jam hone par condeser jalne lagte hai
Dyan de motor pump jam hone par motor pump ko chalu na kare nahi to motor jal jayega
Motor pump kyo jam ho jate hai
Dosto motor pump ka machin vala part tabhi jam hota hai jab motor ka Boos ( Bairing) cut jata hai to apka motor jam ho jata hai or load badne lagta hai or esi vajah se condeser jalne lagta hai.
Boos cut ho jane par motor ka boos mistri ki help se change karva le or fir motor use kare lagane ke bad Dosto mera bhi motor ka Boos cut gya tha jisaki bare me maine full video banai hai ap ese dekh sakte hai
Motor pump ka Fan jam ho jaye to kya kare ?
Dosto Agar apka motor ka fan jam ho jayega to bhi apke starer par load bad jayega or condeser ek ek karke jalne lagenge hai
Es sthiti me ap motor pump ko bahar nikal kar usaka fan clean kar de achhe se dosta jyada tar motor pump ka Fan tab jam hota hai jab apke bor me balu ya gitti hoga
to eske liye ap bor ki cleaning air preser se karava le or motor pump ka fan achhe se clean karke ap pump laga de jisake bad ab apka jaldi motor pump jam nahi hoga
Ap motor pump ka fan clean karne ke liye mistri ko bula sakte hai ya ap savdhani se ap bhi kar sakte hai.
Motor pump jala hai ya ni kaise pata kare?
Dosto jab bhi Moter jam hoga to agar ap motor pump pipe ke pas kan lagakar sunenge to thoda bahut avaj ayega but jab motor jal gayegi to avaj bilkil bhi ni ayega so kuchh es prakar se ap jan sakte hai ki apka motor jala hai ya phir nahi
Motor pump jal jaye to kya kare ?
Dosto Agar apka motor jal jaga hai to ap mistri ki help se use repair karaye or uske bad ap motor pump ke setting karke pump ka use kare
So Dosto umid hai ki mai ap sabko es topic se sam bandhi full information de paya hounga
Phir bhi agar koi information chhut gai hai ap Janna Chahte hai to comment karake puchh sakte hai
Like Share & Support [ Subscribe Us ]
3 Comments
Maine abhi Last month submersible karwaya hai jisme 1.5 hp pump pada hai. shuru me kuch din to thik raha ab jab Submersible On karta hu to paani to aa raha hai but starter box par 10 Amp. Load le raha hai jabki ise 3-4 Amp. load lena chahiye. kya problem hai jo 10 Amp. ka load le raha hai
ReplyDeletePlease massage me on WhatsApp
Delete88583 86391
DeletePlease do not enter any spam link in the comment box.