Lifetime Number Save kaise kare यहाँ मै हमेशा सही जानकारी पोस्ट करता रहता हूँ अतः हमें यहाँ Subscribe जरूर कर ले। |
Dosto aksar yah dekha gya hai jab kabhi bhi ham apne mobile phone me number ko save karke rakhte hai to jab bhi hamara phone lost ho jata hai ya kisi vajah se kharab ho jata hai to ham apne smartphone ke numbers ko phir se nahi pa sakte hai jisse hame apne dosto ke number ko phir se lene me bahut hi problem hoti hai kyo ki sabhi contact number lost ho jate hai or contact number lost hone se ham apne dosto se bichhade jate hai
But ab ap logo ko darne ki ab esi koi jaturt nahi hai kyo ki aj ke es post me mai apko Ek Trick batane vala hu jisse apka contact number list kabhi apse lost hoga hi nahi balki apka Contect number list online ho jayega ap jab bhi chahe jaha bhi chahe ap use apni permission dekar access kar sakte hai,
1. First Step
Eske liye apko sabse pahale koi number jo bhi ap online save karke rakhna chahte hai use keypad par Type kare jaise ki ham example ke liye ham man lete hai ki hame 123456789 likh kar online save karna hai hame to sabse pahle apko apne mobile me Keypad open karna hai uske bad jo number ap save karna chahte hai use Type kar le kuchh es prakar se 👇
2. Second Step
Uske bad ap [ Add to Contacts ] vale option par tap kare jiske bad apke samne do options show honge
1. Create new content
2. Update existing content
So agar ap koi new number abb kar rahe hai to ap first vale option ko select kar sakte hai or agar ap kisi friend ka number update karna chahte hai to ap Second vale option ko choose Kare sakte hai apne hisab se ap ese select kar sakte hai
3. Third Step
En potion ko choose karne ke bad Mobile number save karne vala option open ho jayega uske bad ap jo kuch name ya jo bhi other information us number ke bare me likhna chahe vo likh sakte hai, en information ko likhne ke bad ap Storage vala option vahi par dhude dyan de ye option bahut smartphone me sabse upar ya phir niche hota hai Agar vaha par [ Sim 1 ] ya phir [ Sim 2 ] likha hai to us option ko open karke vaha par Apna [ Gmail ID ] Add kar de 👇
jiske bad ab apka sabhi mobile number [ Gmail ID ] me save hoga or phir number ko save kar de dosto yah sitting keval ek bar karni hoti hai baki sabhi me by default automatic ab jab bhi ap new number jab bhi add karenge to ab vo [ Gmail ID ] me hi save ho jayega jo ki mobile kharab hone ya khone ke time ya sim band hone par apko apne [ Gmail ID ] ke jariye phir se vapas mil jayega.
[ Gmail ID ] me Add number ko kaise nikale?
Dosto ap logo ke man me ek sanka jarur hogi ki jo number ham [ Gmail ID ] me save karke rakhte hai use mobile chori ya sim band hone ya kisi any problem me jab hame un numbers ki jarurat ho kaise en numbers ko nikala jayega to dosto esme apko ghabrana ki koi jarurat Nahi Hai jab ap [ Gmail ID ] me numbers ko save karke rakhte hai to vo Google ke cloud store me jakar save ho jati hai or jab bhi ap apne us [ Gmail ID ] ko kisi bhi mobile phone me login karte hai to vo sabhi number jo apke [ Gmail ID ] me save hai vo apke mobile phone me automatically download ho jati hai or apke contact number vale section me dikhai dene lagti hai but dyan rahe esme internet ki bhi jarur hoti hai to jab bhi ap ye kam kare to internet on rakhe.
So Dosto umid hai ki mai ap sabko es topic se sambandhi full information de paya hounga
phir bhi agar koi information chhut gai hai ap Janna Chahte hai to comment karake puchh sakte hai
Like Share & Support [ Subscribe Us ]
Also Read 👇
3 Comments
Good trick
ReplyDeleteKya ap ese pahle jante the
DeleteHi
ReplyDeletePlease do not enter any spam link in the comment box.