HELLO FRIENDS 

Welcome on today's amazing post, On this post we are going  to know Jio Sim Kaise Chalu Kare. We hope you will like today post and please share with you 


Here I always keep posting correct information, so be sure to subscribe to us here!

Doston aajkal jio sim card ko Lekar ke bahut Sare logon ko bahut alag alag Prakar ki samasyaen a rahi hai hai jaise ki sim card ka Achanak band ho jana ya fir Kafi Samay se recharge na karne ki vajah se Sim Card band pad Jana Aur Bhi kisi Prakar ki agar aapko samasya jio sim card se sambandhit a rahi hai to Aaj Ke is post me mai aapko batane Wala Hu ki kaise aap is es problem se bahut hi easly nikal sakte hain sabse pahle Ham Trick batane vale hai Agar Trick se sim nahi chalu hota to apko kya karana h vo bhi batane vale hai.


1. Trick 

First Trick bahut hi easy hai apko sabse pahale apna Band Jio Sim ko achhe se clean karke kisi dusare phone me lagana hai yah Trick kafi easy or helpful hai ese jarur try kare ho sakta hai ki sim ko dusare phone 📱 me lagane se apka Jio Sim Card chalu ho Jaye or esa bhi ho sakta hai ki na chalu ho Agar ni chalu hota to apko Second Trick apply karna hai.

2. Trick 

Yah Trick keval vo log try kar sakte hai jinhone my jio app me es number ko login karke rakha hai Agar apne login karke nahi rakha hai to ap Third way try kare agar login karke rakhkha hai to apko Edit profile par jakar Alternative Number or email id Update kar dena hai jyada jankari ke liye Ap ye video dekhe 👇 



3. Third Way 

Third Way bahut Easy hai apko apne band sim ka number nikal lena hai or jis bhi ID proof se vah sim card open Kiya gya tha us parsan with ID proof apko Jio store visit karana hai or unse sim card reactivate Karva lena hai.

Agar apko band sim card ka number nahi pata hai to ap ye video dekhe 👇 
 


Agar apko nahi pata hai ki vo sim card kiske ID Proof par hai to ap yah Video dekhe 👇




Or jankari chahiye to hame Instagram par  @Careerdeveloped par massage kare.