Latest Article

Texmo 3hp single phase motor price। Texmo Pumps price and Full information

Texmo 3hp single phase motor 

Aaj ki is post Me ham apako texmo 3hp single phase motor price or sabhi important jankari share karenge jo texmo 3hp single phase motor buy karate samay apako dyan me rakhana chahiye sath ye batange ki es motor ko lagvane me apaka kitna paisa kharch hoga esi tarike ki aur bhi Sahi Jankari ke liye Hame Yaha per subscribe Kare.

ā¤¯ā¤šाँ  ā¤Žै ā¤šā¤Žेā¤ļा ā¤¸ā¤šी ⤜ा⤍⤕ा⤰ी ā¤Ēो⤏्⤟ ⤕⤰⤤ा ā¤°ā¤šā¤¤ा  ā¤šूँ  ⤅⤤ः ā¤šā¤Žें ā¤¯ā¤šाँ Subscribe ⤜⤰ू⤰  ⤕⤰ ⤞े।

Texmo 3hp single phase motor kitane bigahe khet ki sinchai ke liye prayog Kare?

Texmo Moter। Texmo Pumps price and Full information


 

Texmo submersible 3hp single phase yah bahut hi popular motor h jise bahut sare logo dwara use Kiya jata hai yah motor single phase Ka Hota Hai Sath hi, iska prayog medium varg ke Kisan dwara kiya jata h jisake pas 5 ya 10 bigahe ki kheti hoti h yah motor jyadatar ase kisan dwara prayog me Laya jata hai.

Texmo 3hp single phase motor kaha par use kare?

Texmo 3hp single phase motor price 2

Agar apake bore ka size 4.5 inch ka hai ya  phir esase adhik ka hai to ap es motor ka use kar sakte hai sath hi dyan de yah motor 80 to 130 feet par aram se work karata hai, agar aapka ka bhi bor size 4.5 inch hai ya phir esase adhik or water level 80 to 130 feet par h to ap es motor ka use single phase line par kar sakte hai. 

Texmo 3hp single phase motor ke sath konsa starter use Kare ?


Texmo 3hp single phase motor ko kharidne ke bad Kai Sare log confuse Rahte Hain Ki is motor ke sath kaun sa starter Behtar rahega to aapko Ham batana Chahenge bahut Sare Logo dwara yah suggest Kiya gaya hai ki is motor ke sath aap BCH company ka starter use Kare jo ki starter Banane Wali Ek behtarin Company hai.


Is motor ke bare mein Maine Es video me full information Di Hui Hai aap Chahe to yah Video dekh sakte hain.

Texmo 3hp single phase motor price ?

Texmo 3hp single phase motor price 3

Yah 3 hp single phase submersible texmo motor hai jisaka price 23,000₹ - 25,000₹ ke bich me es samay hai, esaka full setup karane me Mujhe 30,000₹ ka kharch aya tha yaha maine borwell ka kharch nahi add kiya hai only motor setup with relinece pipe or starter ka price bhi add kiya hu.

Agar aap Janna Chahte Hain Ki Maine Apne motor ka setup kis tarike se kiya hai to aap yah Mera video dekh sakte hain is video me Mene setup se sambandhit Sabhi Jankari aap Logo ke sath share ki hai.


I hope aj ki Texmo 3hp single phase motor ki yah post apako bahut adhik pasand ayi hogi sahi jankari prapt karane ke liye hame Subscribe Kare Thank you. 

Post a Comment

0 Comments